Sapna Singh      mujhe jankar khusi hui app gujrat mai 2002 ke danga pidito se milne gujrat gay hai aur baha jijin jin jaghao par dange huy thai baha ka dora kar rahai hai aur danga pidito se khas tor par muslim samuday kedanga pidto milkar abb beh kis hal mai hai aur abb kya mehsus kar rahai hai iske bare mai jo report teyar kar rahai uska ham aman premiyo ko besabri se intjar karenge