February 16, 2011
Harry S Sethii All who are culprit , in this godhara case unki proper enquiry honi chaiye, and sabko jo is kaand me shamil ha saza milni chaiye
Posted by Harry S Sethii. Posted In : Godhara Visit
February 16, 2011
Sapna Singh mujhe jankar khusi hui app gujrat mai 2002 ke danga pidito se milne gujrat gay hai aur baha jijin jin jaghao par dange huy thai baha ka dora kar rahai hai aur danga pidito se khas tor par muslim samuday kedanga pidto milkar abb beh kis hal mai hai aur abb kya mehsus kar rahai hai iske bare mai jo report teyar kar rahai uska ham aman premiyo ko besabri se intjar karenge Continue reading...
Posted by Sapna Singh. Posted In : Godhara Visit
February 16, 2011
Posted by Alok Singh Thakur. Posted In : Godhara Visit
February 16, 2011
Umesh Chandra Gaur hame mitra shri rais khan ji jo mere sath hamari pujyadidi awam guru nirmladespandey ji ke sath barso se sadbhabna ka kam karte aye hai ham jab bhi gujrat ate hai unke chotese ghar mai sath hi rahta hu,didi ke samne aur ajj tak koi bhed bhab nahi dekha unhone pura jivan gujrat ki sadbhbna ko samarpit kiya hai Continue reading...
Posted by Umesh Chandra Gaur. Posted In : Godhara Visit
February 16, 2011
Umesh Chandra Gaur ajj mai godhra mai hi hu mane godhra mai jo hindu muslim akta ko dekha atyant sarahniya hai ,dharm nahi sikhata apas mai ber rakhana,hame hindu muslim akta ko majbuti deni hogi Continue reading...
Posted by Umesh Chandra Gaur. Posted In : Godhara Visit
February 16, 2011
Khursheed AlamUmesh Chandra Gaur गुजरात मुख्यमंत्री नरेन्द्र मोदी को 2002 की गोधरा घटना के बाद हुए दंगों में जिस तरह क्लीन चिट दी है उससे इंसाफपसंद लोगों को बड़ा धक्का लगा है। नरेन्द्र मोदी के आदेश पर दंगों के दौ... Continue reading...
Posted by Umesh Chandra Gaur. Posted In : Godhara Visit