Posted by Arun Roopak on Thursday, February 17, 2011
Under: DRAMA
Arun Roopak drama drama ... bus drama drama
or to or drame me drama ...
bus relway yahi karnama ....
kabhi lalu lalu ka drama ..
to kabhi ..didi ka hangama ...
karodo loot kar...
imandari ka drama ..
or to BJP ka bhi sansad me drama ...
karne kuch nahi to karle hangama ...
rail gadi mal gadi hai ya bel gadi ..
laparvahi pehana rahi isse appna jama ...
laparvaha karmachari or laparavaha janata sari
or rail ajj badi bimari bechari ...
bimar hai hai tab hi late ho rahi
tabhi plate farm oe ke dus bara ghante so rahi ....
uper iss mausam ka hungama ...
per ye sab to karchario drama||Arun Roopak||
In : DRAMA